Hamari Adhuri Kahani

Hamari Adhuri Kahani is a Bollywood romantic film directed by Mohit Suri and produced by Mahesh Bhatt. The leads of the film are Emraan Hashmi and Vidya Balan. The music directed by Mithoon, Jeet Ganguly and Ami Mishra.

Hamari Adhuri Kahani Title Song by Arijit Singh, Humnava by Papon, Hasi by Ami Mishra and Yeh Kaisi Jagah by Deepali Sathe.

Hamari Adhuri Kahani Title Song lyrics from Hamari Adhuri Kahani


Paas aaye..

Dooriyaan phir bhi kam naa hui

Ek adhuri si hamari kahani rahi

Aasmaan ko zameen, ye zaroori nahi

Jaa mile.. jaa mile.

Ishq saccha wahi

Jisko milti nahi manzilein. manzilein.


Rang thhe, noor tha

Jab kareeb tu tha

Ek jannat sa tha, yeh jahaan

Waqt ki ret pe kuch mere naam sa

Likh ke chhod gaya tu kahaan


Hamari adhuri kahani.

Hamari adhuri kahani. (x2)


Khushbuon se teri yunhi takra gaye

Chalte chalte dekho na hum kahaan aa gaye


Jannatein agar yahin

Tu dikhe kyon nahin

Chaand suraj sabhi hai yahaan

Intezar tera sadiyon se kar raha

Pyaasi baithi hai kab se yahaan


Humari adhoori kahaani

Humari adhoori kahaani. (x2)


Pyaas ka ye safar khatam ho jayega

Kuch adhura sa jo tha poora ho jayega


Jhuk gaya aasmaan

Mill gaye do jahaan

Har taraf hai milan ka samaa

Doliya hain saji, khushbuein har kahin

Padhne aaya Khuda khud yahaan.


Hamari adhuri kahani

Hamari adhuri kahani... (x2)


Humnava lyrics from Hamari Adhuri Kahani

Hey Humnava mujhe apna bana le
Sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de

hmm.. hoon akela, zara haath badha de
Sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de

Kab se main dar dar phir raha
Musaafir dil ko panaah de
Tu awaargi ko meri aaj thehra de
Ho sake toh thoda pyaar jataa de
Sookhi padi iss dil ki zameen ko bhiga de

Murjhaayi si shaakh pe dil ki
Phool khilte hain kyun
Baat gulon ki zikr mehak ka
Acha lagta hai kyun
Un rango se tune milaaya
Jinse kabhi main mill na paaya

Dil karta hai tera shukriya
Phir se bahaare tu laa de
Dil ka soona banjar mehka de
Sukhi padi dil ki is zameen ko bhiga de

hmm.. hoon akela, zara haath badha de
Sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de

Waise toh mausam guzre hain
Zindagi mein kayi
Par ab naa jaane kyun mujhe wo
Lag rahe hain haseen

Tere aane par jaana maine
Kahin na kahin zinda hoon main
Jeene lagaa hoon main ab ye fizaayein
Chehre ko chhooti hawaayein

Inki tarah do kadam toh badha le
Sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de
O.. hoon akela, zara haath badha de
Sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de.


Haan Hasi Ban Gaye lyrics from Hamari Adhuri Kahani

Haan aa...

Haan hasi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gaye (x2)

Haan hum badalne lage
Girne sambhalne lage
Jab se hai jaana tumhein
Teri ore chalne lage (x2)

Har safar har jagah
Har kahin ban gaye
Maante thhe Khuda
Aur haan wahi ban gaye

Haan hansi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan 
Meri zameen ban gaye (x2)

Pehchaante hi nahi ab log tanha mujhe
Meri nigaahon mein bhi hai dhoondte wo tujhe
Pehchaante hi nahi ab log tanha mujhe
Meri nigaahon mein bhi hai dhoondte wo tujhe
Hum the dhoondhte jisey wo kami ban gaye
Tum mere ishq ki sar-zameen ban gaye

Haan hasi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan 
Meri zameen ban gaye (x2)


Ye Kaisi Jagah lyrics from Hamari Adhuri Kahani

Ye kaisi jagah le aaye ho tum
Ye kaisi nayi dil gaaye hai dhun
Main Meera si deewani ho gayi
Iss duniya se begaani ho gayi

Mere honthon pe jo bhatke
Kayi janmon ki pyaas hai
Mere amrit ka wo pyala bas tere paas hai
Ye kaisi jagah le aaye ho tum
Ye kaisi nayi dil gaaye hai dhunn

Raat meri aankhon aankhon me kat gayi
Roshni mein teri subah si ho gayi
Raat mere aankhon aankhon me kat gayi
Roshni mein teri subah si ho gayi
Chehra hoo main, mera roop ho tum
Ye kaisi jagah le aaye ho tum

Aaj uss Khuda se mujhe kuch na chahiye
Sirf tere aage sar jhukna chahiye
Aaj uss Khuda se mujhe kuch na chahiye
Sirf tere aage sar jhukna chahiye

Meri har duaa mein ho tum hi tum
Ye kaisi jagah le aaye ho tum.


Haan Hasi Ban Gaye Female Version lyrics from Hamari Adhuri Kahani


Haan aa o...


Main jaan ye vaar doon

Har jeet bhi haar doon

Keemat ho koi tujhe beinteha pyaar doon - (x2)


Saari hadein maine meri, ab maine tod di

Dekar mujhe pataa awaargi ban gaye


Haan hasi ban gaye

Haan nami ban gaye

Tum mere aasmaan

Meri zameen ban gaye


Aa o... aa...


Kya khoob Rab ne kiya

Bin maange itna diya

Warna hai milta kahaan

Hum kaafiron ko Khuda - (x2)


Hasratein ab meri tumse hai jaa mili

Tum duaa ab meri aakhiri ban gaye


Haan hasi ban gaye

Haan nami ban gaye

Tum mere aasmaan

Meri zameen ban gaye


O...

aa... o...


selfie le le re lyrics

Selfie le le re sang by Vishal Dadlani, Nakash Aziz and Pritam from the movie Bajrangi Bhaijaan. Music of Selfie le le re composed by Pritam and lyric by Mayur Puri. Bajrangi Bhaijaan‬ is starring by Salman Khan, Kareena Kapoor Khan and Nawazuddin Siddiqui.
selfie le le re lyrics from Bajrangi Bhaijaan

jai jai bajrangbali
tu tod dushman ki nali

Haiiii...
Dha thuna thuna baje danka
London ho ya lanka
Gunje re charon oarr
Aap ki rahe anukampa
Na darr na hi shanka
Nachenge hum chor
Jogi chalaye koi jantar
Khilega tera antar
Tu aaja guru mantar
Ye le le re

Ae le le, ae le, ae le
Ae le le, le le re - (4)

Apna paraya jo bhi le jhappi le le re
(Ae le le, ae le, ae le
Ae le le, le le re)
Masti ki tanki me tanik dubki le le re
(Ae le le, ae le, ae le
Ae le le, le le re)

Chal beta selfie le le re
(Ae ae ae ae ae...)
Chal beta Selfie le le re
Chal beta Selfie le le re
Chal beta Selfie le le re

Tu meri nautanki tu hi cinema
Tu mere saath gar ho
Tu hi kamaai meri aur tu hi beema
Tu mere saath gar ho o..
Rokegi phir kya mujhe koi seema
Tu mere saath gar ho.. o Rama Rama

Tu meri nautanki tu hi cinema
Tu mere saath gar ho o..
Tu mere sath gar ho le
Magan mann bole,
machak ke hichkole tu le le re

Ae le le, ae le, ae le
Ae le le, le le re - (4)

Apna paraya jo mile jhappi le le re
(Ae le le, ae le, ae le
Ae le le, le le re)
Masti ki tanki mein tanik dubki le le re
(Ae le le, ae le, ae le
Ae le le, le le re)
Chal beta selfie le le re

(Badshah Rap)
Banda main seedha saada
Na tera na teen main
Mere jaisa na hoga
Chand pe na cheen mein (ae ae ae...)
Kiya wahi jo man ko bhaya
Par kisi ka kabhi bhi dil na dukhaya
Pawan Putra Hanuman ji ki
bhakti mein hoon leen main
Baate na karta badi badi
Koi na maaru tadi tadi
Main apni masti mein hi mast hoon
Duniya dekhe khadi khadi
Rehta hu main bas
Bajrangbali ji ki hi dhun mein hi sadaa
Dil bada rakhte hain jaise Hanuman ji ki ho gadaa
Jaise Hanuman ji ke seene mein
Tum ko Siapati Ram milenge
Seena dekh ke dekho mera tumko Hanuman milenge

Phir bhaiya..
Ae le le, ae le, ae le
Ae le le, le le re ha ha
Ae le le, ae le, ae le
Ae le le, ae le, 1.. 2.. 3.. chabai ki
(Ae le le, ae le, ae le
Ae le le, le le re)
Haule naahi zor se bolo
Le le, le le, le le
Le le, le le le re aahn
Ae le le, ae le, ae le
Ae le le, le le re

Apna paraya jo mile jhappi le le re
(Ae le le, ae le, ae le
Ae le le, le le re)
Masti ki tanki mein tanik dubki le le re
(Ae le le, ae le, ae le
Ae le le, le le re)
Chal beta Selfie le le re

Jai Jai Bajrangbali
Tod de dushman ki nali - (4)

(Chal beta selfie le le re)
Phonva pe selfie le le re..

Tu Chahiye lyrics

Tu Chahiye sang by Atif Aslam from the movie Bajrangi Bhaijaan. Music of Tu Chahiye composed by Pritam and lyric by Amitabh Bhattacharya. Bajrangi Bhaijaan is starring by Salman Khan, Kareena Kapoor Khan and Nawazuddin Siddiqui.
Tu Chahiye lyrics from Bajrangi Bhaijaan

Haal-e-Dil ko sukoon chahiye
Poori ik aarzoo chahiye
Jaise pehle kabhi kuch bhi chaaha nahi
Waise hi kyun chahiye

Dil ko teri mojoodgi ka ehsaas yun chahiye
Tu chahiye, tu chahiye
Shaam-o-subah tu chahiye
Tu chahiye.. Tu chahiye..
Har martabaa Tu chahiye

Jitni dafaa.. zidd ho meri
Utni dafaa.. haan, Tu chahiye

Wo o...
Wo oo...

Koi aur dooja kyun mujhe
Na tere siva chahiye
Har safar mein mujhe
Tu hi rehnuma chahiye
Jeene ko bas mujhe
Tu hi meherbaan chahiye

Ho..
Seene mein agar tu dard hai
Na koi dawaa chahiye
Tu lahu ki tarah
Ragon mein rawaan chahiye
Anjaam jo chaahe mera
Wo.. aagaaz yun chahiye

Tu chahiye, tu chahiye
Shaam-o-subah tu chahiye
Tu chahiye.. tu chahiye..
Har martabaa tu chahiye

Jitni dafaa.. zidd ho meri
Utni dafaa.. haan, tu chahiye

Wo o...
Wo oo...

Mere zakhmon ko teri chhuan chahiye
Mere shamma ko teri agan chahiye
Mere khwaab ke aashiyane mein tu chahiye
Main kholun jo aankhein sirhane bhi tu chahiye

Wo ho...
Wo ho ho...