Hamari Adhuri Kahani Songs Lyrics

Hamari Adhuri Kahani

Hamari Adhuri Kahani is a Bollywood romantic film directed by Mohit Suri and produced by Mahesh Bhatt. The leads of the film are Emraan Hashmi and Vidya Balan. The music directed by Mithoon, Jeet Ganguly and Ami Mishra.

Hamari Adhuri Kahani Title Song by Arijit Singh, Humnava by Papon, Hasi by Ami Mishra and Yeh Kaisi Jagah by Deepali Sathe.

Hamari Adhuri Kahani Title Song lyrics from Hamari Adhuri Kahani


Paas aaye..

Dooriyaan phir bhi kam naa hui

Ek adhuri si hamari kahani rahi

Aasmaan ko zameen, ye zaroori nahi

Jaa mile.. jaa mile.

Ishq saccha wahi

Jisko milti nahi manzilein. manzilein.


Rang thhe, noor tha

Jab kareeb tu tha

Ek jannat sa tha, yeh jahaan

Waqt ki ret pe kuch mere naam sa

Likh ke chhod gaya tu kahaan


Hamari adhuri kahani.

Hamari adhuri kahani. (x2)


Khushbuon se teri yunhi takra gaye

Chalte chalte dekho na hum kahaan aa gaye


Jannatein agar yahin

Tu dikhe kyon nahin

Chaand suraj sabhi hai yahaan

Intezar tera sadiyon se kar raha

Pyaasi baithi hai kab se yahaan


Humari adhoori kahaani

Humari adhoori kahaani. (x2)


Pyaas ka ye safar khatam ho jayega

Kuch adhura sa jo tha poora ho jayega


Jhuk gaya aasmaan

Mill gaye do jahaan

Har taraf hai milan ka samaa

Doliya hain saji, khushbuein har kahin

Padhne aaya Khuda khud yahaan.


Hamari adhuri kahani

Hamari adhuri kahani... (x2)


Humnava lyrics from Hamari Adhuri Kahani

Hey Humnava mujhe apna bana le
Sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de

hmm.. hoon akela, zara haath badha de
Sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de

Kab se main dar dar phir raha
Musaafir dil ko panaah de
Tu awaargi ko meri aaj thehra de
Ho sake toh thoda pyaar jataa de
Sookhi padi iss dil ki zameen ko bhiga de

Murjhaayi si shaakh pe dil ki
Phool khilte hain kyun
Baat gulon ki zikr mehak ka
Acha lagta hai kyun
Un rango se tune milaaya
Jinse kabhi main mill na paaya

Dil karta hai tera shukriya
Phir se bahaare tu laa de
Dil ka soona banjar mehka de
Sukhi padi dil ki is zameen ko bhiga de

hmm.. hoon akela, zara haath badha de
Sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de

Waise toh mausam guzre hain
Zindagi mein kayi
Par ab naa jaane kyun mujhe wo
Lag rahe hain haseen

Tere aane par jaana maine
Kahin na kahin zinda hoon main
Jeene lagaa hoon main ab ye fizaayein
Chehre ko chhooti hawaayein

Inki tarah do kadam toh badha le
Sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de
O.. hoon akela, zara haath badha de
Sookhi padi dil ki iss zameen ko bhiga de.


Haan Hasi Ban Gaye lyrics from Hamari Adhuri Kahani

Haan aa...

Haan hasi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gaye (x2)

Haan hum badalne lage
Girne sambhalne lage
Jab se hai jaana tumhein
Teri ore chalne lage (x2)

Har safar har jagah
Har kahin ban gaye
Maante thhe Khuda
Aur haan wahi ban gaye

Haan hansi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan 
Meri zameen ban gaye (x2)

Pehchaante hi nahi ab log tanha mujhe
Meri nigaahon mein bhi hai dhoondte wo tujhe
Pehchaante hi nahi ab log tanha mujhe
Meri nigaahon mein bhi hai dhoondte wo tujhe
Hum the dhoondhte jisey wo kami ban gaye
Tum mere ishq ki sar-zameen ban gaye

Haan hasi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan 
Meri zameen ban gaye (x2)


Ye Kaisi Jagah lyrics from Hamari Adhuri Kahani

Ye kaisi jagah le aaye ho tum
Ye kaisi nayi dil gaaye hai dhun
Main Meera si deewani ho gayi
Iss duniya se begaani ho gayi

Mere honthon pe jo bhatke
Kayi janmon ki pyaas hai
Mere amrit ka wo pyala bas tere paas hai
Ye kaisi jagah le aaye ho tum
Ye kaisi nayi dil gaaye hai dhunn

Raat meri aankhon aankhon me kat gayi
Roshni mein teri subah si ho gayi
Raat mere aankhon aankhon me kat gayi
Roshni mein teri subah si ho gayi
Chehra hoo main, mera roop ho tum
Ye kaisi jagah le aaye ho tum

Aaj uss Khuda se mujhe kuch na chahiye
Sirf tere aage sar jhukna chahiye
Aaj uss Khuda se mujhe kuch na chahiye
Sirf tere aage sar jhukna chahiye

Meri har duaa mein ho tum hi tum
Ye kaisi jagah le aaye ho tum.


Haan Hasi Ban Gaye Female Version lyrics from Hamari Adhuri Kahani


Haan aa o...


Main jaan ye vaar doon

Har jeet bhi haar doon

Keemat ho koi tujhe beinteha pyaar doon - (x2)


Saari hadein maine meri, ab maine tod di

Dekar mujhe pataa awaargi ban gaye


Haan hasi ban gaye

Haan nami ban gaye

Tum mere aasmaan

Meri zameen ban gaye


Aa o... aa...


Kya khoob Rab ne kiya

Bin maange itna diya

Warna hai milta kahaan

Hum kaafiron ko Khuda - (x2)


Hasratein ab meri tumse hai jaa mili

Tum duaa ab meri aakhiri ban gaye


Haan hasi ban gaye

Haan nami ban gaye

Tum mere aasmaan

Meri zameen ban gaye


O...

aa... o...


0 comments:

Post a Comment